Hello dosto
Kaise ho mere blog. Me apka welcome hai
Aaj ke blog me hm baat krenge ke sine wave inverter kis base pr kaam krta hai.
And sath me he jo digital square wave hai uski bhi baat krenge.
First ham baat krte hai square wave ki
Yeh dosto kaam krta hai full Wave rectifier ke base pr.
Jo hai sinewave yeh kaam krta hai bridge rectifier base pr.
Aap ne dekha hoga ke jo square wave hai uska transformer me 3 wire hoti hai hai.
Jaisa ke aap mano 9-0-9 volt ka transformer
Aagr hame 9-0-9 volt ke transformer se DC power supply bnana hai to is pr ham 2 diodes lgate hai.
Kyuki iski secondary me 3 wire hai
To ham kya krte hai ke center wali wire ko ham chhod dete hai.
Jo side me dono wire hai us pr ham diode lga dete hai ek wi pe ek
Jo diode ke ring wale side dono ko jod dete hai yahan se hame +ve supply milti hai
Jo centre wala wire hai vo. -ve supply ke liye hai.
Isko ham bolte hai full wave rectifier
Aapne dekha hoga ke is trah he square Wave inverter hota hai.
Abhi baat krte hai pure sinewave ke bare me
Sine wave kaa base hai bridge wave rectifier pr.
Iske transformer me heatsink pr sirf 2 wire lgai jati hai jaisa isme sirf 2 wire he hoti hai
Agar aapke paas 0 9 volt ka transformer hai yo aap ko DC power supply leni hai to aap is pr 4 diode lgaoge
Isi tarh sine wave me hota hai
Thanks

0 Comments